AI and Machine learning full explanation hindi mein
Difference between AI Artificial Intelligence and Machine Learning
AI Vs Machine Learning |
AI and Machine learning full explanation hindi mein
Introduction
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Doston Machine Learning aur AI ke baare mein to aapne bahut kuch suna hoga. Market Mein jab bhi koi product aata hai. Artificial intelligence course. To bahut Saari companies bolti hain ki Ismein AI hai Ismein Machine Learning hai Yeh aisa hai Yeh waisa hai bagera bagera aur hum bhi inn dono words ko istemal karte hain ek dusre ki jagah pe lekin yahan pe Yeh dono hi alag alag cheezen hain to aakhir kya hai difference inn dono ke beech Mein to Jaanne ke liye bane rahiye Iss blog Mein.
To doston aapko bata doon ki Yeh Machine Learning hai Yeh AI (Artificial Intelligence) ka hi ek hissa hai lekin dono ek dusre se alag alag hain to sabse pehle baat karte hain Machine Learning ke baare mein.
Machine Learning
Yahan par for example;- aap ek Machine ya Phir ek computer ko sikhate ho experience ke Saath ki kaise wo apni samajh ko improve kar sakta hai.
For example;-
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Ek phone ka camera hai aapko usko dikhana hai ki Yeh Jo Saamne hai Yeh Ek aadmi hai to aapne kya kiya uss algorithm Mein pehle bahut Saare tarah tarah ki photos dikhayi kaala, gora, langda, bauna, lamba. what is artificial intelligence in computer. alag alag angles alag alag jagahon pe to usne kya kiya ilusne apna ek pattern develop kiya ki aadmi jo pattern hai wo aisa hota hai to wo kalko ek aadmi dekhe jo ki usne Pehli baar dekha hai tabhi wo samajh jayega ki wo ek aadmi hai. Kyun ki uske Paas experience aur agli baar wo cheez bhi uske experience Mein add ho gayi hai to jaise jaise aage Waqt bitega wo aadmi ya Phir Insaan ko pehchan ne Mein expert ho jayega.
Lekin uske Saamne achanak se koi kutta Aa Gaya to wo system fail ho jayega kyunki usne kutte ke baare mein kabhi padha hi nahi wo Sirf expert tha Insaan ke baare mein.
To yahan pe Machine Learning Mein hota Yeh Hai ki aap kisi bhi cheez ko target karte ho wo usi ke baare mein practice kar kar ke uske baare mein expert banta jaata hai.
For example;-
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Agar aap kisi ko sikha rahe ho jo koi computer software hai jo aapki hand writing ko pehchanta hai. Abhi aapne kya kiya bahut Saare tarah tarah ke fonts, alag alag logon ke alag alag styling, English ke words kaise hote hain. What is Artificial intelligence with examples.
kis word ke Baad kaunsa word aata hai aise alag alag patterns hote hain usko sikha diya aur wo time ke Saath Saath improve bhi kar rahai hai, aur aapka hand writting hai usko samajh raha hai.
Lekin agar kisi ne hindi mein ya Phir kisi aur bhasa Mein likh diya to wo fail ho jayega. Ya Phir aapne usko hindi mein bhi rakkha hai aur agar kisi ne Bengali Mein likh diya to wo fail ho jayega.
To yahan pe Machine Learning ka matlab Sirf itna hai ki aap ek algorithm ke zariye ek specific cheez Mein Ek system ko expert bana rahe hai jo ki wo ban raha hai apne experience ke Saath Mein. Sirf itna hi hai Machine Learning.
Maan lijiye ki aapne kisi ko foot ball khelna sikha diya aur time ke Saath sikh bhi gaya, lekin aap usko cricket bat pakda dete ho to wo khel nahi payega. Kyun ki usne Sirf foot ball ke baare mein hi sikha hai. To Yeh tha doston Machine Learning.
AI (Artificial Intelligence)
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Agar baat Karen AI ya Artificial Intelligence ke baare mein to yahan pe jo system hai wo hai intelligent.
Yaniki wo ek cheez Mein Nahi balki in general bahut Saari cheezon Mein apni taraf se input daal sakta hai hum insaano ki tarah. Jaisa ki hum soch te hain, humari ek samajh hai, humari ek creativity hai to jo AI system hai to wo kuch Iss tarike se kaam karta hai. Artificial intelligence future.
Jahan pe wo na Sirf ek pattern Mein Ek cheez ko analyse karega balki doston wo aur bhi dekhe ga bahut Saari cheezen aur Baad Mein apne samajh se actions le sakta hai.
Yahan pe AI types ke baare mein baat karen to wahan pe ek 'VKI' hai jo ki itni zyada powerful nahi hai matlab wo systems jo hain kuch limited scale pe kaam kar rahe hain.
Lekin baat Karen strong AI ki to matlab samajh lo ki bahut hi hitech advanced hai.
Agar aapne kisi ko foot ball khelna sikha diya aur aapne uske haath Mein cricket bat de diya to wo try kar sakta hai ki dekhte hain kaise hum khel sakte hain. Aur wo khelega to cricket ko bhi aasani se kuch time Baad sikh jayega.
AI and Machine learning full explanation hindi mein
To Yeh doston system hai jo nikal ke aata hai AI ka. Aur yahan pe bahut baar suna hoga bahut baar mobile phones bagera Mein. Bahut Saari alag alag companies bolti hain ki humara system hai wo AI wala hai.
Wo AI nahi hai Yaar wo ek Machine Learning hai. Aur yahan pe jo marketers hote hain wo Yeh terms Mein confuse karte hain, deap learning, rural network, Machine Learning and AI bagera bagera.
Lekin abhi mere khayal se aap samajh gaye hain ki AI alag hai, aur Machine Learning alag hai, Machine Learning ka s ope ek dum limited hai. AI jo hai puri tarah wide hai.
Issi se hum ghabrste hainki kalko computers hum insaano se aage nikal gaye, agar unki sochne ki taakat humse bhi aage gayi to kya hoga? Yeh soch ke hum pareshaan ho jaate hain.
Per filhal ke liye jo hum kaam kar rahe hain na normally humare gadgets for example;-
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Abhi mera ghar hai abhi ghar Mein tarah tarah ke sensors laga rakhe hain. Automatic khidki ka parda band ho jaata hai,foor band ho jaata hai, light aur fan ON/OFF hote hain to yahan pe wo cheezen Machine Learning hain.
Kyun ki wo pattern se sikha hai ki kab Mein Ghar ke andar tha kab bahar tha moussm kabhi kaisa hai, light kab on karni hai kab off karni hai to wo AI nahi hai. Wo basically Machine Learning hai.
Kyun ki wo Sirf ghar sambhal sakta hai uske alawa kuch nahi kar sakta.
Conclusion
AI and Machine learning full explanation hindi mein : Yahan par maine samjhaya ki AI aur Machine Learning kya hai. I hope aapko samajh Aa Gaya hoga ki AI kya hai aur Machine Learning kya hai dhannyabaad.
0 Comments: