mobiles
phones
Technology
5 phone charging myths and increase battery life hindi mein
Some myths of battery charging and some tips and tricks for get better battery life.
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein :
Introduction :
Aaj Kal log apne phone Mein bahut games khel rahe hain bahut heavy gaming karte hain to bahut Saare logon ko aaj kal battery kharab hone ki samaya ho rahi hai unki battery jaldi kharab ho Jaa rahi hai. To aaj hum issi par baat karenge kuch battery charging myths aur kuch tips jisse ki aap battery life increase kar sakte hain.
Myth-1
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : Aksar lok sochte hain ki charge rehte hue bhi charge karne se phone ki battery life kam ho jaati hai. Lekin aisa bilkul bhi nahi hota. Agar battery 50% se 60% tak bhi hai to aap usko charge jar sakte hain.
Par kuch cases Mein jaise ki ;- aap phone ko use karte ho aur wo garam ho jaata hai aur turant aap usko charging Mein laga dete ho to aise Mein aapka battery kharab ho sakta hai. To phone use karne ke Baad 10 se 15 minute wait karen Phir apne phone ko charge Karen. Aur agar aap daily phone ko charge hue bhi charge karte ho to aapke phone ka battery kharab ho sakta hai.
Myth-2
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : Bahut Saare log aisa maante hain ki phone ko 0% se 100% tak charge karna chahiye warna battery kharab ho jaata hai. Yeh Ek bahut bada myth hai doston.
Yahan par hum baat kar rahe hain Li-ion battery's ki. To inko aap 20% tak ho jaaye to charge karen sidha 94% se 95% tak aur nikal dein. Haan par jo alag battery's hain unki baat alag hai par normally dekhen to 20% se 95% tak charge karna chahiye.
Myth-3
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : Kya Aap raat bhar phone ko charge kar sakte hain? To iska Dhyaan jawab hai Haan par kuch hi phones Mein. Kuch aise phones bhi hain jo over charge ho jaate hain. Wo sab Pehle ke zamane ke the. Abhi bhi kuch phones hain par zyada tar phones Mein new technology Aa chuki hai over charge ko rokne ke liye.
Aur Ek Baat aap jitna ho sake ek normal temperature environment Mein apna phone charge Karen. Phone ke liye zyada garmi ya thand achchha nahi hota to koshis karen ki ek normal trmpreture environment Mein phone charge karne ki.
Myth-4
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : Kya hum kisi aur rand ka charger use kar sakte hain.
Example : maanli je aap Samsung ka phone use karte hain to aap apple ka bhi use kar sakte hai, apple ka use karte hain to black Berry ka bhi use kar sakte hain.
Par kuch cheezon ko Dhyaan rakhna hoga aapko wo hain ;-
(I) Aap dusre charger se charge karte hain to wo ek brand ka charger hona chahiye naa ki koi duplicate copy.
(II) Dusri baat Yeh Hai ki uss charger ka output voltage aapke charger ke Saath match hona chahiye war battery par asar pad sakta hai.
Myth-5
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : Aksar logon ke charger je cable kharab ho jaate hain to aapko naya cable lena padta hai to aapko ek mota wire wala cable lena chahiye naaki patla.
Advantages of thik wire
(I) Mote wire wale cable se charge karne par charge fast hota hai.
(II) Aur mota wire wala cable wala charger phone ko hit hone se control karta hai.
Disadvantages of thin wire
(I) Patle wire wale cable se charge slow hota hai.
(II) Aur ye phone ko hit bhi karta hai.
Tips for better battery life
(I) Jab bhi aap charge karen to 20% se 95% tak charge Karen.
(II) Aur koshis Karen ki din Mein 2 baar se zyada charge naa Karen.
(III) Agar aapko zyada battery life chahiye to aapko heavy gaming nahi karni.
1 se 2 ghante kar sakte hain par usse zyada hi karni. Agar aap daily gamig karte hain t1.5 years se 2 years ke andar aapka battery kharab ho jaata hai.
Conclusion
5 phone charging myths and increase battery life hindi Mein : To Yeh the kuch myths phone charging ko lekar aur kuch tips battery life badhane ke liye agar aap inn baaton ko follow karte hain to aapki battery life badhegi dhannyabaad.
0 Comments: